Showing posts with label Funny urdu sms. Show all posts
Showing posts with label Funny urdu sms. Show all posts

Sunday, 8 July 2012

Funny Poetry, Funny SMS (URDU) Part - II

Kon kehta hai pyaar may pakray jaain gay?
Waqt aanay per behen bhai ban jaain gay

Mohabbat mujhay un jawano se hai
Jo khatay peetay gharano se hain

Aj bagh may kali hai, kal gulaab ho ga
Mujh se shadi karlo, tum ko sawab ho ga
(Jo tum say shadi karay,is ka dimaagh kharaab ho ga)

Itnay dino se jalanay nahi aya
Galti hui aag ko bujhanay nahi aya
Kehta tha saath jeeyain gay saath marain gay
Ab rooth gai hoon to ullu ka patha mananay bhi nahi aya.

Ghar se roz jata hai wo
Maa ko bohot rulata hai wo
Kambakht baap
Sab ko hi sathatha hai wo


Dil kay armaa aansoo'on may behay gaay
Un kay bachay hamay mamu kehay gaay

Hum nay tumhay dil diya dildar samajh kar
Tum kha gaye is ko naswaar samajh kar

Dabbay may dabba, dabbay may khargosh
Nana nay aankh mari, nani behosh

Khuda karay sab haseenaaon ke baap mar jaain
Maut ka bahana ho aur hum in kay ghar jaain

Ishq kay samander main ghota lagaya
Pani bohat thanda tha main bahar nikal aya


Un ki gali say guzray,aj jab ittefaq tha
Unho nay phool phanka,gamla bhi saath tha

Wo ankh bari pyaari thi jo hum nay usay mari thi
Wo sandle bari bhari thi jo us nay hamay mari thi

Mera dil para hai loose
Is ko matt karo tum use
Warna parain gay tum ko shoes

Funny Poetry, Funny SMS (URDU)

>>Arz kia hai ........ (poem of this era)
>> >
>> >jo sadiyaon se hota aaya hai woh repeat kar doonga...
>> >Tu naa mili to tujhko dil sey Ctrl+Alt+delete kar doonga..= .
>> >******************
>> >company kee ladkiyaan sunder hain aur lonely hain...
>> >Problem ye hai ki bus voh READ-ONLY hain...
>> >******************
>> >Shayad mere pyar ko taste karna bhool gayeee tum ...
>> >Dil sey aisa CUT kiya ke PASTE karna bhool gayeee tum...
>> >******************
>> >Tumhare samne hain itney items kabhi hameee bhi pick karo.= ..
>> >Hamare pyar ke ICON pe kabhi to tum DOUBLE-CLICK karo...
>> >******************
>> >Roz subha hum karte hai itne pyar se unhe good morning...
>> >woh humhe ghoor kar dekhte hain jaise 0 ERRORS but 5 WARNI= NGS...
>> >
>> >Ho gayi galti humse, click ho gaya mouse
>> >Duniya ki parwaah chhodo, ban jaao meri spouse!
>> >* * ** * ** * ** * ** * ** * ** * ** * ** * *
>> >
>> >Tumse mila main kal to, mere dil mein hua ek sound,
>> >Lekin aaj tum mili to kehti ho: Your file not found!
>> >* * ** * ** * ** * ** * ** * ** * ** * ** * *
>> >
>> >Ab aur kaho na tum, "but" ya "if"
>> >Tum ho meri zindagi ki animated gif
>> >* * ** * ** * ** * ** * ** * ** * ** * ** * *
>> >
>> >Aisa bhi nahin hai ke, I don't like your face
>> >Par dil ke computer mein, nahin hai enough disk space
>> >* * ** * ** * ** * ** * ** * ** * ** * ** * *
>> >
>> >Ghar se nikalti ho tum jab, pehen ke evening gown
>> >Too many requests se ho jaata hai..., server down
>> >* * ** * ** * ** * ** * ** * ** * ** * ** * ** * *
>> >
>> >Tumhaare liye pyaar ki application, create main karoonga
>> >Tum usse debug karna, wait main karoonga
>> >* * ** * ** * ** * ** * ** * ** * ** * ** * *
>> >
>> >Tumhaara intezaar karte karte, main so gaya
>> >Yeh dekho mera connection kaa, time out ho gaya
>> >* * ** * ** * ** * ** * ** * ** * ** * ** * *
>> >
>> >Kya chaal hai tumhaari, jaise chalti hai koi cat
>> >What is your ICQ number, aao karein hum chat
>> >* * ** * ** * ** * ** * ** * ** * ** * ** * *
>> >
>> >Tum jabse meri zindagi mein, aayi ho banke female
>> >Yaad raha na ab kuch, na postman , na heee koi e-Mail
>> >